Khayal - Babbu Maan Song Lyrics Video


Khayal tera mere pass hai
Bas tere bajood ki talaash hai

Aashiq naache masti main sleeh par
Phir ye zamama keyon udaas hai
Na woh muslim 
Na woh hindu
Dange ki shikaar 
Ek laash hai...
Maa ka janam pachmi punjab mein
Baap ka jamam poorvi punjab mein hai
Par doono mulko pe
Darmyan khataas hai
Paanch(5) fer ho jayege..
Agar siyasatt na hoo
Satluj
Jehlam
Raavi
Chanaav
Aur 5va
Beaas hai
Karj ke baad kurki kaise dekhe
Kisaan ke paas aakhri raasta salfaas hai...
Behla leta hai
dil pathro se 'Maan
Teesre darje ka bhut traash hai
Kahyal tera
mere paas hai

Post a Comment

Previous Post Next Post